LYRIC

Singers : Manan Bhardwaj and  Tulsi Kumar

Music by : Manan Bhardwaj

Lyrics by : Manan Bhardwaj

Male : Shaup doon tujhko
Ye dil sambhale rakha tha
Tera hi hona tha
Sayad ye pehle se likha tha

Male : Mehandi ke rang se
Dil ka rang mil jane de aaj..!!
Jo na mile pehle
Unko mil jane de aaj

Male : Hmm..!! aaj ke baad
Tu meri rehna tu meri rehna
Haan..!! aaj ke baad
Aaj ke baad tu meri rehna
Tu meri rehna aaj ke baad

Chorus : Haan pardeshi aayega tujhko le jayega
Udake apne sath
Sej ke sahare aur wo lejayega
Chhudake humse tera hath
Ho jayegi ab teri bidaai
Phir bhi nahi hogi tu prayi
Aankhein nam hai khushiyan bhi sang hai
Bajane do charo aur sehnai

Male : Haan aaja tujhko sawaru mein
Aaj teri nazare utaaru
Haan heere moti hai kya
Main tujhpe apni zindagi waru
Laal rang teri mang mein seh sajaya hai
Aaj se hi maine khud ko yu tera banaya hai

Male : Hmm..!! Aaj ke baad
Tu meri rehna.. tu meri rehna
Aaj ke baad..!!


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT