LYRIC

Singers : Raajeev V Bhalla, Romy and Rajnigandha Shekhawat

Music by : Raajeev V Bhalla

Male : Lene ka to mann na kar raha
Phir bhi le rahe chance hum
Life ki yaari tedhi beet pe
Jam ke kar rahe dance hum
Passa phenk ke dekhenge
6 aaya ya 1 siddi
Queen milegi ya katega koi snake

Male : Fake hain maata fake pita hain
Magar samsaya asli hain
Kismat ki jo pant hain dhili
Naade se woh kasli hain

Male : Mangal ulta shani hain wakhri
Raahu ketu adde hue
Saari ki saari planning ki
Raah rok ke khadde hue

Male : Pandit bole na ji
Haari hui hai baaji
Hare hare noton se
Pandit ko manana hai

Male : Aag ka dariya hain
Doob ke jaana hain
Aag ka dariya hain
Doob ke jaana hain
Aag ka dariya hain
Doob ke jaana hain
Aa aag ka dariya hain
Doob ke jaana hain

Male : {Ek se ek namoone bheje
Lekin khud na aaye rahe
Sachi sachi kaho prabhu
Kyun bhaktan ko tadpaayein rahein} (2)

Male : Sab mein me tum ko dekhu
Lekin saare avien e
Hakka noodles samhja jinn ko
Ye to saare saviyan hain

Male : Desi se vaise hain
Desi se vaise chawon bheed banana hai
Aag ka dariya hain
Doob ke jaana hain
Aag ka dariya hain
Doob ke jaana hain

Female : Maari magetar whiski waali re
Maari magetar whiski waali
Thaar re wado re nawaab
Thaar re wado re nawaab
Kyo re khetar re
Thaar re wado re nawaab
Chayo re mange re

Male : Ek samsya utha kar patki
Ib dooji ki baari se
Jaiur jaake jaat hue
Ib adhlon se bihari se

Male : Naye naye chehre jin pe
Naye naye color ki mala hai
Nali chaabi leke baitha
Bade gajab ka taala hain

Male : Khud hi pe parde kar
Khud hi pe parde kar
Khud badi naam banana hain

Male & Chorus : Aag ka dariya hain
Doob ke jaana hain
Aag ka dariya hain
Doob ke jaana hain
Aag ka dariya hain
Doob ke jaana hain
Aag ka dariya hain
Doob ke jaana hain
Aag ka dariya hain
Doob ke jaana hain
Aag ka dariya hain
Doob ke jaana hain
Aag ka dariya hain
Doob ke jaana hain
Aag ka dariya hain
Doob ke jaana hain


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT