LYRIC

Singers : Javed Ali and Mou Mukherjee

Music by : Pritam Chakraborty

Male : Thoda tehar
Thoda tehar..
Sun le zara
Sun le zara..

Male : Dil keh raha
Dil keh raha..
De na saja
Yun bewaja..

Male : Rooth kar mujhse na ja abhi
Bhool kar shikwa gila sabhi pyaar ka

Male : Aajao meri tamana
Bahaon mein aao
Ke ho na paye juda hum
Aise mujh mein samao

Male : Hoo har ghadi lag rahi teri kami
Le chali ki gali yeh zindagi
Hai pata lapata hoon pyaar mein
Ankahi ansuni chahat jagi

Male : Jo hua phele hua nahi
Aaj tum kar lo zara yakin pyaar ka

Male : Aajao meri tamana
Bahaon mein aao
Ke ho na paye juda hum
Aise mujh mein samao

Male : Hoo rut jawan dil jawan
Hasrat jawan..
Tu hai to yeh bhi hai sare jawan
Woh nagar woh dagar
Ho gi hassen..
Tu mile pyaar se mujhko jahan

Male : Pana hai
Tujhko yeh dil kahe
Har ghadi
Ab to nasha rahe pyaar ka

Male : Aajao meri tamana
Bahaon mein aao
Ke ho na paye juda hum
Aise mujh mein samao


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT