LYRIC

Singers : Javed Jaffrey, Akriti Kakkar and Antara Mitra

Music by : Pritam Chakraborty

Female : Aa jaane jaan… aa jaane jaan
Aa mera yeh husn jawan jawan jawan
Tere liye hai aas lagaye o zalim aa jana

Male : Main hu tu hai yeh hai woh hai, charo hain yaha
Dekho socho yun na roko, mauka hai jawan
Babes yaha aaya hai, dil ko churane
Casanova… casanova

Female : Aa jaane jaan… aa jaane jaan

Female : O sooni sooni raaton mein.. bheege jazbato mein
Kaise batau jaane mujhe kya hua
Baaton hi baaton mein.. do hi mulakaaton mein
Teri nazar ne badan ko chua

Male : Aaja baahon mein le loon… teri zulfon se khelun
Come a little closer baby

Female : Aa jaane jaan… aa jaane jaan
Aa mera yeh husn jawan jawan jawan
Tere liye hai aas lagaye o zalim aa jaana
Aa jaane jaan

Female : Jaane kyun yeh doori hai…kaisi majburi hai
Tere chue bina hi jalne lage
Khwaishein adhuri hai… milna zaroori hai
Seene se armaan nikalne lage

Male : Kitna haseen hai mauka… kisne tujhe hai roka
You driving me so crazy

Female : Aa jaane jaan… aa jaane jaan
Aa mera yeh husn jawan jawan jawan
Tere liye hai aas lagaye o zalim aa jaana
Aa jaane jaan… aa jaane jaan


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT