LYRIC

Singer : Mika Singh

Music by : Vishal–Shekhar

Male : Haaye dil mera jaise koi
Dish antenna tha
Free kabhi koi channel
Chalta hi na tha
Jude na the wire kahi
Signal bhi na tha
Haryana mere liye argentina tha

Male : Dil ko mere jaane
Ttune kaisi di traction
Ab dil ke tv mein hai
Tera hi reflection
Kaun jaane tera mera
Kaisa hai connection

Male : Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere

Male : {Chune se tere}..(3)

Male : Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere

Male : Sapne maine jo daale searching pe
Tere pe hi setting huyi
Haan..
{Setting huyi} (3)

Male : Duaa hai ek main phir hum dono
Mujhe yehi waiting hui
Haan..
{Waiting hui..} (6)

Male : Dekhoon tujhe toh hota hoon
Main jaane kyu attention
Oh bole tu jo thank you
Toh main bhi bolun mention
Kaun jaane kaisa tera mera hai connection

Male : Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere

Male : {Chune se tere ..} (3)

Male : Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere

Male : Jaagun main TV dekhun raaton ko
Gaane seekhun tere liye
Haan..
{Tere liye..} (3)

Male : Yeh batla kaise kaise aur kya kya
Soche tu bhi mere liye
Haan..
{Mere liye..} (3)
{Ho.. mere liye..} (3)

Male : Ho tu hai mera ration card
Tu hi mera ration
O chori tere husn pe
Main khud ko deta bhashan
Kaun jaane kaisa tera mera hai connection

Male : Lag gaye lag gaye
{Lag gaye..} (4)

Male : Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere

Male : {Chune se tere..} (3)

Lag gaye 440 volt chhune se tere
Lag gaye 440 volt chhune se tere


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT