LYRIC

Singer : KK

Music by : Pritam Chakraborty

Lyrics by : Sameer

Male : Ae oo.oo….

Male : Maaf kare insaaf kare
Rab hona khafa
Hona khafa
Jaane jahan se begaane jahan se
Ab main hoon juda
Main hoon juda

Male : Jaan liya hai maine maan liya hai
Maine pyar ko apna khuda

Male : Sajda main karun pyar ka sajda
Sajda main karun yaar ka sajda
Sajda karun didaar ka sajda
Sajda main karun pyar ka sajda

Male : Ae oo oo….

Male : Maaf kare insaaf kare
Rab hona khafa
Hona khafa
Jaane jahan se begaane jahan se
Ab main hoon juda
Main hoon juda

Male : Jaan liya hai maine maan liya hai
Maine pyar ko apna khuda

Male : Sajda main karun pyar ka sajda
Sajda main karun yaar ka sajda
Sajda karun didaar ka sajda
Sajda main karun pyar ka sajda

Male : Ae oo oo….

Male : Har chahat mannat si lage
Mujhse duniya bhi jannat si lage
Khwaabon mein bikhri jhalak se mila
Main to zameen pe falak se mila

Male : Hosh nahi hai ab hosh nahi
Chaya hai mujhpe nasha

Male : Sajda main karun pyar ka sajda
Sajda main karun yaar ka sajda
Sajda karun didaar ka sajda
Sajda main karun pyar ka sajda

Male : Har afsana nazar se bayaan
Mere ehsaas ka rang jawaan
Aise jazbaaton se dil yeh mila
Jaise viraano mein phool khila

Male : Saari fiza mein rawaan hain rawaan
Meri dhadkano ki sada

Male : Sajda main karun pyar ka sajda
Sajda main karun yaar ka sajda
Sajda karun didaar ka sajda
Sajda main karun pyar ka sajda

Male : Ae oo oo….

Male : Maaf kare insaaf kare
Rab hona khafa
Hona khafa
Jaane jahan se begaane jahan se
Ab main hoon juda
Main hoon juda

Male : Jaan liya hai maine maan liya hai
Maine pyar ko apna khuda

Male : Sajda main karun pyar ka sajda
Sajda main karun yaar ka sajda
Sajda karun didaar ka sajda
Sajda main karun pyar ka sajda

Male : Ae oo oo….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT