Pyaar Ke Jadoo Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Pyaar Ke Jadoo Song Lyrics is a track from Albela Hindi Film – 2001, Starring Jackie Shroff, Govinda, Aishwarya Rai, Namrata Shirodkar, Saeed Jaffrey and Others. This song was sung Alka Yagnik and Babul Supriyo. Music was composed by Jatin – Latit and lyrics work penned by Sameer.
Music By : Jatin Latit
Singers : Alka Yagnik, Udit Narayan
Male : Pyaar Ke Jadoo Se To Tha Ab Tak Anjaana
Main Albela Main Deewana
Female : Hai Bada Paagal Na Tune Itna Jaana
Tu Albela Tu Mastana
Male : Pyaar Ke Jadoo Se To Tha Ab Tak Anjaana
Main Albela Main Deewana
Female : Hai Bada Paagal Na Tune Itna Jaana
Tu Albela Tu Mastana
Male : Are Pyaar Ke Jadoo Se To Tha Ab Tak Anjaana
Main Albela Main Deewana
Female : Hai Bada Paagal Na Tune Itna Jaana
Tu Albela Tu Mastana
Female : Palko Ki Gali Mein Tha Tera Basera
Raatbhar Kal Maine Khwaab Dekha Tera
Male : Kaise Main Bataun Kaisi Thi Betaabi
Ek Pal Kahinaa Chain Tha Zara Bhi
Female : Muhjse Kehta Hai Mera Dil
Ab To Tujhko Yaar Mushkil Hai Samjaana
Tu Albela Tu Mastana
Male : Are Pyaar Ke Jadoo Se To Tha Ab Tak Anjaana
Main Albela Main Deewana
Female : Hai Bada Paagal Na Tune Itna Jaana
Male : Tune Dhadkano Mein Kaisa Jadoo Daala
Jhum Ne Laga Hai Mera Mann Matwala
Female : Dekhu Jo Tujhe To Behkhudi Si Chhayee
Naam Loon Jo Rab Ka Naam Tera Aaye
Male : Meri Jaan Pe Hai Tera Hak
In Baaton Se Main Abhi Tak Tha Begaana
Main Albela Main Deewana
Female : Hai Bada Paagal Na Tune Itna Jaana
Tu Albela Tu Mastana
Male : Pyaar Ke Jadoo Se To Tha Ab Tak Anjaana
Main Albela Main Deewana
Female : Haan Tu Albela Tu Mastana
Male : Main Albela Main Deewana