Naina More Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Naina More Song Lyrics is a track from Bombay Stories Hindi Film-2026, Starring Mouni Roy, Anupriya Goenka, Shoib Nikash Shah, Fezan Khan, Tani Deol and Others. This song was sung by Keshav Kumar, Udit Narayan and Anupam Amod. Music was composed by Shan Mistry and lyrics work penned by Rahhat Shah Kazmi.

 

 

 

 

Male : Haaa aaa aaa aaa aaa…haaa aaa

 

Music  : ……………………

 

Male : Yeh kisne aaina jo mujhe la ke dikhaya
Yeh kisne aaina jo mujhe la ke dikhaya
Yeh kisne aaina jo mujhe la ke dikhaya
Saara bharam tod mohe mitti mein milaya
Saara bharam tod mohe mitti mein milaya

 

Male : Naina more taras gaye
Naina more taras gaye
Aaja balam pardesiya
Naina more taras gaye
Aaja balam pardesiyaan

 

Male : Mor papiha koyal bole
Mujh birhan ka jiyara dole
Mor papiha koyal bole
Mujh birhan ka jiyara dole

 

Male : Kaale baadal barasat gaye
Kaale baadal baras gaye
Aaja balam pardesiyaa…aaa
Naina more taras gaye

 

Music : ……………………

 

Male : Yeh kisne aaye na jo
Yeh kisne aaye na jo jo

Song Details

Official Video

Share this song: