Bewafa Se Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Bewafa Se Song Lyrics is a track from Kashish Music Hindi Album-2026, Starring Neil Nitin Mukesh and Kashika Kapoor. This song was sung by Altamash Faridi. Music was composed by Abhishek Thakur and lyrics work penned by Abhishek Thakur.
Male : Meri jaan le ke wo kehte hain ke jeena hoga
Zahar judai ka ghut ghut ke peena hoga
Ham chah kar bhi use bhool nahi paate hain
Usi zalim ki khushiyon ki dua karte hain
Male : Bewafa se bewafa se bepanah ishq karte hain
Bewafa se bepanah ishq karte hain
Sab jaan ke bhi hum un pe marte hain
Sab jaan ke bhi hum un pe marte hain
Male : Kitne masoom hai hum ye karte hain
Kitne masoom hai hum ye karte hain
Khud apni zindagi ko fana karte hain
Khud apni zindagi ko fana karte hain
Male : Bewafa se bepanah ishq karte hain
Sab jaan ke bhi hum un pe marte hain
Music : ……………….
Carnatic Humming : ………………..
Male : Zamana chhoda tha humne ek tere pyaar ki khatir
Wo tadap thi badi zalim wo lagan thi badi katil
Haa aaa aaa zamana chhoda tha humne ek tere pyaar ki khatir
Wo tadap thi badi zalim wo lagan thi badi katil
Male : Khudaaya kyun nahi samjha
Tu meri chaah ki kashish
Mere ehsaason ki khalish
Meri dhadkanon ki tapish
Male : Teri yaadon mein
Teri yaadon mein din raat jalte hain
Teri yaadon mein din raat jalte hain
Ek pal bhi tujhe na bhool paate hain
Male : Bewafa se bepanah ishq karte hain
Sab jaan ke bhi hum un pe marte hain
Kitne masoom hai hum ye karte hain
Khud apni zindagi ko fana karte hain
Khud apni zindagi ko fana karte hain
Humming : ……………………
Music : ………………………