Kaise Kahoon Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Kaise Kahoon Song Lyrics is a track from Warner Music India Hindi Album-2026, Starring Arjun Deswal and Prateeksha Srivastava ft. This song was sung by Prateeksha Srivastava. Music was composed by Akarsh Shetty and Trosk and lyrics work penned by Prateeksha Srivastava and Sahana Rele.
Music : ………………..
Female : Kaise kahoon main tumhein
Kaise kahoon main tumhein
Female : Baithe bithaye yaad teri aaye
Kyun bewajah bewaqt hai sataye
Baatein laakhon hai tumse karni
Nazdeeki yaad dil le jaaye
Female : Kaise kahoon main tumhein
Kaise kahoon main tumhein
Jazbaat ye ankahe
Kaise kahoon main tumhein
Female and Chorus : Haar tujhse hi baatein
Tujhse hi saari baatein
Chaahon mein karna
Khwaabon mein bhi tu sataye
Baahon mein teri baahein
Kaisa ye darna
Female : Pehle kabhi katraya mann ye mera to nahi
Ab jude-jude jo tere sang ye khwaab hai
Mere sang main tere yun guzaar doon zindagani meri
Din ye nikharne lage baatein taaron se karne lage
Tere aane se dekho na hum to savarne lage
Female : Kaise kahoon main tumhein
Kaise kahoon main tumhein
Jazbaat ye ankahe
Kaise kahoon main tumhein
Female and Chorus : Haar tujhse hi baatein
Tujhse hi saari baatein
Chaahon mein karna
Khwaabon mein bhi tu sataye
Baahon mein teri baahein
Kaisa ye darna
Female : Haaa aaa aaa aaa aaa aaa ….Kaisa ye darna