Na Roko Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Na Roko Song Lyrics is a track from Tu Hai Meri Kiran Hindi Film-2026, Starring Sonakshi Sinha, Zaheer Iqbal, Sherlin Seth, Zarina Wahab, Ankit Gupta and Others. This song was sung by Savera and Pratika Gopinath. Music was composed by Savera and OAFF and lyrics work penned by Yash Saxena, Moosa Saleem, OAFF and Savera.

 

 

 

 

 

Music : ………………..

 

Male : Teri aadatein
Mujhe jeena na de yaar
Teri aakhon se
Mera dil pigal jaye na

 

Male : Jaane kyu main kho gaya
Dhoondu main tujhe kaha
Teri aadatein
Rehe gaye hai tere mere saath

 

Chorus : Teri meri baatein
Jo hain lambi si yeh raatein
Na roko na roko
Teri meri baatein
Jo hain lambi si yeh raatein
Na roko na roko

 

Chorus : Saanson mein meri
Jo khwaaish hai
In lamhon mein meri
Guzaarish hai

 

Female : Teri aahatein
Mujhe sone naa de yaar
Teri baaton se
Meri saansein chalti hain aaj

 

Female : Jaane kaisa ye nasha
Mujhe yun hai mil gaya
Teri aahatein
Behke main aur mera man bhi saath

 

Chorus : Teri meri baatein
Jo hain lambi si yeh raatein
Na roko na roko
Teri meri baatein
Jo hain lambi si yeh raatein
Na roko na roko

 

Chorus : Saanson mein meri
Jo khwaaish hai
In lamhon mein meri
Guzaarish hai

 

Chorus : Haan hum khone lage
Khone lage khone lage
Haan hum khone lage
Khone lage khone lage

 

Chorus : Teri meri yaadein
Yeh nasheeli si aadaye
Na roko na roko

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Tu Hai Meri Kiran