Luta Dil Mera Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Luta Dil Mera Song Lyrics is a track from Hulchul Hindi Film-1951, Starring Dilip Kumar, Nargis Dutt, Jeevan, Sitara, Balraj Sahni, Cuckoo, K N Singh, Geeta Nizami, Yakub and Others. This song was sung by Lata Mangeshkar. Music was composed by Sajjad Hussain and lyrics work penned by Khumar Barabankvi.

 

 

 

 

 

 

 

 

Music : ……………………..

 

Female : Bahaar aai magar dil mein
Phul  khil na sake
Ham unako pake bhi afasos
Unase mil na sake

 

Female : Luta dil mera haay
Aabaad ho kar
Aabaad ho kar
Hansi rah gai meri
Fariyaad ho kar
Fariyaad ho kar

 

Music :  .………………..

 

Female : Siwa mere tha kaun
Unaka jahaan mein
Unaka jahaan mein
Siwa mere tha kaun
Unaka jahaan mein
Unaka jahaan mein
Kahan jayenge hum
Aazad ho kar
Aazad ho kar
Kahan jayenge hum
Aazad ho kar
Aazad ho kar

 

Music : ………………….

 

Female : Unhe maine is haal
Mein aaj dekha
Unhe maine is haal
Mein aaj dekha
Nigaahe tadap uthi
Nashad ho kar
Nigaahe tadap uthi
Nashad ho kar

 

Female : Zamaane se kah do ki
Khushiyaan manaye
Khushiyaan manaye
Zamaane se kah do ki
Khushiyaan manaye
Khushiyaan manaye
Mohabbat tadapati hai
Barabaad ho kar
Barabaad ho kar
Mohabbat tadapati hai
Barabaad ho kar
Barabaad ho kar

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Hulchul - 1951 Film