So Rahe Hai Bekhabar Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
So Rahe Hai Bekhabar Song Lyrics is a track from Hulchul Hindi Film-1951, Starring Dilip Kumar, Nargis Dutt, Jeevan, Sitara, Balraj Sahni, Cuckoo, K N Singh, Geeta Nizami, Yakub and Others. This song was sung by Shamshad Begum. Music was composed by Mohammed Shafi Niyazi and lyrics work penned by Khumar Barabankvi.
Music : …………………..
Humming : .……………………
Female : Hoo ooo ooo ooo hoo ooo
Chorus : Hoo ooo ooo ooo hoo ooo
Female : So rahe hai bekhabar
Sone wale gaon mein
Aan milo balma
Taro ki chhon mein
Chorus : Aan milo balma
Taro ki chhon mein
Female : So rahe hai bekhabar
Sone wale gaon mein
Aan milo balma
Taro ki chhon mein
Chorus : Aan milo balma
Taro ki chhon mein
Music : .……………………
Female : Tumne bedardi piya
Julm ye kya kiya
Chorus : Julm ye kya kiya
Julm ye kya kiya
Female : Tumne bedardi piya
Julm ye kya kiya
Chorus : Julm ye kya kiya
Julm ye kya kiya
Female : Haske jiya le liya
Badle me dukh de diya
Chorus : Haaa aaa aaaa aaa
Female : Haske jiya le liya
Badle me dukh de diya
Hooo oo aAa gaye hum
Najro ki is gaon mein
Aan milo balma
Taro ki chhon mein
Chorus : Aan milo balma
Taro ki chhon mein
Female and Chorus : Haaa aaa aaaa aaa
Music : ……………………..
Female : Hoo oo oo apna banake balam
Muh na kahi modiyo
Chorus : Muh na kahi modiyo
Muh na kahi modiyo
Female : Apna banake balam
Muh na kahi modiyo
Chorus : Muh na kahi modiyo
Muh na kahi modiyo
Female : Tumko hamari kasam
Saath nahi chhodio
Chorus : Haaa aaa aaaa aaa
Female : Tumko hamari kasam
Saath nahi chhodio
Hath na dhona pade
Hamko kahi gaon se
Aan milo balma
Taro ki chhon mein
Chorus : Aan milo balma
Taro ki chhon mein
Female and Chorus : Haaa aaa aaaa aaa
Music : ……………………..
Female : Bhed na jane koi
Dil ki lagi ka piya
Chorus : Dil ki lagi ka piya
Dil ki lagi ka piya
Female : Bhed na jane koi
Dil ki lagi ka piya
Chorus : Dil ki lagi ka piya
Dil ki lagi ka piya
Female : Bairi jamana hame
Tumse agar juda
Chorus : Haaa aaa aaaa aaa
Female : Bairi jamana hame
Tumse agar juda
Pad jaye bediya
Mehandi lage haath mein
Aan milo balma
Taro ki chhon mein
Chorus : Aan milo balma
Taro ki chhon mein
Female : So rahe hai bekhabar
Sone wale gaon mein
Aan milo balma
Taro ki chhon mein
Chorus : Aan milo balma
Taro ki chhon mein
Music : ……………….