Bahut Bura Hai Haal Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Bahut Bura Hai Haal Song Lyrics is a track from Hum Log Hindi Film-1951, Starring Balraj Sahni, Nutan, Shyama, Sajjan, Cuckoo, Anwar Hussan, Kanhaiya Lal, Durga Khote, Ratan and Others. This song was sung by Lata Mangeshkar. Music was composed by Roshanlal Nagrath (Roshan) and lyrics work penned by Uddhav Kumar, Vishwamitra Adil.
Music : ……………….
Female : Bahut bura hai haal tere majboor ka
Kab tutega balam fasala dur ka
Bahut bura hai haal tere majboor ka
Kab tutega balam fasala dur ka
Female : Main tadapu nis din
Hay chain nahi aaye
Jiya hai bhari
Dil me aag lagaye
Badariya kari
Female : Main tadapu nis din
Hay chain nahi aaye
Jiya hai bhari
Dil me aag lagaye
Badariya kari
Female : Piya sanvare
Diya hai mujh ko
Badala kaun kusur ka
Kab tutega balam fasala dur ka
Music : …………………..
Female : Bahut bura hai haal tere majboor ka
Kab tutega balam fasala dur ka
Female : Uthaun kab tak gham
Ka bhar bura sansar
Naa bhaye jina bahati
Hai din raat
Aankh ki mina
Female : Uthaun kab tak gham
Ka bhar bura sansar
Naa bhaye jina bahati
Hai din raat
Aankh ki mina
Female : Dil ka sauda kar saudagar
Mausam nahi gurur ka
Kab tutega balam fasala dur ka
Music : …………………..
Female : Bahut bura hai haal tere majboor ka
Kab tutega balam fasala dur ka