Ek Pal Ruk Jaana Sarkar Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Ek Pal Ruk Jaana Sarkar Song Lyrics is a track from Dholak Hindi Film-1951, Starring Ajit Khan, Meena Shorey, Amir Banu, Yashodhra Katju, Shyamlal, Majnu, Kathana, Katju, Tun Tun and Others. This song was sung by Lata Mangeshkar and Mohammed Rafi. Music was composed by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder) and lyrics work penned by Aziz Kashmiri.
Music : …………………..
Male : Ek pal ruk jaana sarkaar
Na maaro do nainon ki maar
Ke ek pal ruk jaana
Female : Ek pal hat jaana sarkaar
Jhoothe tum ho tumhaara pyaar
Ke ek pal hat jaana
Music : ……………….
Male : Kit chale hamein tadpa ke
Ek pal ruk jaana sarkaar
Kit chale hamein tadpa ke
Ek pal ruk jaana sarkaar
Ki ek pal ruk jaana sarkaar
Na maaro do nainon ki maar
Ke ek pal ruk jaana
Female : Ik pal hat jaana sarkaar
Jhoothe tum ho tumhaara pyaar
Ki ek pal hat jaana
Music : ………………..
Female : Ho ho ho ho ho ho ho ho ho
Ab aur sahaara dhoondhein chal kar
Naya dwaara dhoondhein
Ab aur sahaara dhoondhen chal kar
Naya dwaara dhoondhein
Ki ab to ho gaye hain bekaar
Maangein chal kar kahin udhaar
Ke ek pal hat jaana
Male : Ke ek pal ruk jaana sarkaar
Na maaro do nainon ki maar
Ki ek pal ruk jaana
Music : …………………
Male : Ye dil phatne ki baatein
Ham se door hatne ki baatein
Ye dil phatne ki baatein
Ham se door hatne ki baatein
Ki ik pal ruk jaana sarkaar
Na maaro do nainon ki maar
Ki ik pal ruk jaana
Female : Ik pal hat jaana sarkaar
Jhoothe tum ho tumhaara pyaar
Ki ek pal hat jaana
Music : ………………..
Female : Ho ho ho ho ho ho ho ho ho
Dil phat gaya hai to see lo
Chaahe mar jaao yaa jee lo
Dil phat gaya hai to see lo
Chaahe mar jaao yaa jee lo
Ki ek pal hat jaana sarkaar
Jhoothe tum ho tumhaara pyaar
Ki ek pal hat jaana
Male : Ki ek pal ruk jaana sarkaar
Female : Jhoothe tum ho tumhaara pyaar
Male : Ki ek pal ruk jaana
Music : ………………..