Dhun Badalon Main Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Dhun Badalon Main Song Lyrics is a track from Party Animals Hindi Film-2026, Starring Arjun Tanwar, Jaanya Joshi and Others. This song was sung by Charan. Music was composed by Charan and lyrics work penned by Charan.

 

 

 

 

 

 

Music : …………………

 

Male : Oh meri jaane jaan hua mei laapata
Toh dhundlena badalon mein
Ye dhun badalon mein
Mujhko le gaye kahin mere armaan
Toh cheen lena baarishon se
Ye dhun badalon mein

 

Male : Banke taara raahein dikhaana yaara
Kaise hoga ye tere bina guzaara
Dil ke samundar ka tu bana kinaara
Beh jaaun tujhme chahe dobaara

 

Male : Tujhko kehni thi ik meri dil ki baat
Par khoya hun mei khwaahishon mei
Khoya hun khwaahishon mei
Oh meri jaane jaan hua mei laapata
Toh dhundlena badalon mein
Ye dhun badalon mein

 

Male : Hae….in ye dhun badalon mein

 

Male : Tere hawaale meri har manzil yaara
Mujhko sambhaale tera hi chehra pyaara
Aankhon ke aage aajaye woh nazaara
Toot jaayega dil bechaara

 

Male : Chauraahe pe khade hue the hum juda
Likha tha khat aansuon se
Haan sacche aashiqon ne
Dhal gayi joh shaam toh hona na khafa
Suraj ke inn faaslon se
Khwaabon ke daakhilon se

 

Male : Oh meri jaane jaan hua mei laapata
Toh dhundlena badalon mein
Ye dhun badalon mein
Mujhko le gayi kahin mere armaan
Toh cheen lena baarishon se
Ye dhun badalon mein

 

Male : Ye dhun badalon mein

Song Details

Official Video

Share this song: