Kya Khubi Ki Song Lyrics is a track from Dashavatar Hindi Film-1951, Starring Nirupa Roy, Trilok Kapoor, Niranjan Sharma, Umakant, Vasantrao Pahalwan, Pravin Kumar, Baby Tabassum, Murad, Master Dhulia, Revashankar, Neerja, Satyanarayan, Chandabai, Charubala and Others. This song was sung by Mohammed Rafi. Music was composed by Avinash Vyas and lyrics work penned by B. P. Bhargav.
Music : ………………
Male : Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Insaan ko bhagwan ki
Pahchan karake
Kya khubi ki bhagwan ne
Chorus : Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Insaan ko bhagwan ki
Pahchan karake
Kya khubi ki bhagwan ne
Music : ……………
Male : Paida kiya mohan mein
Marityu lok mein mohan
Dono ke chale charkha
Aur sudarshan
Chorus : Paida kiya mohan mein
Marityu lok mein mohan
Dono ke chale charkha
Aur sudarshan
Male : Mohan ne murli tan se
Duniya ko lubhaya
Bapu ji ne mantru ahinsa se
Jag ko jhukaya
Chorus : Mohan ne murli tan se
Duniya ko lubhaya
Bapu ji ne mantr ahinsa se
Jag ko jhukaya
Male : Aazad kiya hind
Aazad kiya hind
Bina khun banake
Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Kya khubi ki bhagwan ne
Chorus : Aazad kiya hind
Aazad kiya hind
Bina khun banake
Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Kya khubi ki bhagwan ne
Male and Chorus : Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Insaan ko bhagwan ki
Pahchan karake
Kya khubi ki bhagwan ne
Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Insaan ko bhagwan ki
Pahchan karake
Kya khubi ki bhagwan ne
Music : ………………
Male : Gopal banke gauo ko
Wan mein charaya
Hari se harijan ko
Mohan ne milaya
Chorus : Gopal banke gauo ko
Wan mein charaya
Hari se harijan ko
Mohan ne milaya
Male : Isne diya hai ekta
Aur prem ka vardan
Samjho to yeh insaan hai
Samjho to yeh bhagwan
Chorus : Isne diya hai ekta
Aur prem ka vardan
Samjho to yeh insaan hai
Samjho to yeh bhagwan
Male : Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Insaan ko bhagwan ki
Pahchan karake
Kya khubi ki bhagwan ne
Chorus : Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Insaan ko bhagwan ki
Pahchan karake
Kya khubi ki bhagwan ne