Gaya Kaam Se Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Gaya Kaam Se Song Lyrics is a track from Armaan Malik Hindi Album-2026, Starring Armaan Malik and Fans. This song was sung by Armaan Malik. Music was composed by Bhrigu Parashar and lyrics work penned by Bhrigu Parashar and Armaan Malik.
Male : Ek hi baar dekh ke
Aakhon mein tu chha gaya
Thodi hi der mein kahin
Mujhe chain sa aa gaya
Male : Dil aa gaya toh dil lagaana
Ishq hua, toh aazmaana
Koi wajaah koi bahaana
Bhi zaroori hai kya?
Male : Na lena dena naam se
Na jaan pehchaan se
Na ghar ka pata bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se
Male : Na lena dena naam se
Na jaan pehchaan se
Na ghar ka pata bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se
Male : Mann chala manchala
Idhar udhar kidhar kya bataaun
Dhoondhti besabar nazar
Asar tera kya bataaun
Male : Baat bani toh baat badhaana
Pyaar hua toh, pyaar jataana
Koi wajaah koi bahaana
Bhi zaroori hai kya?
Male : Kya hoga intezaar se
Iss dil ke armaan se
Na kal ka pata bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se
Male : Na lena dena naam se
Na jaan pehchaan se
Na ghar ka pata bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se
Male : Shuru ho muskaan se
Khatam meri jaan pe
Na din ka pata bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se
Hindi lyrics are not available for this song yet.