Meri Jagah Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Meri Jagah Song Lyrics is a track from Prateek Harbola Hindi Album-2026, Starring Prateek Harbola and Vaishali Bisht. This song was sung by Prateek Harbola. Music was composed by Rajat Nagpal and lyrics work penned by Prateek Harbola.
Male : Phir se hai chal pada wo silsila
Jise bhulkar mai aage tha bada
Hoon khojta mai jeene ki wajah
Har pal har ek din lage saza mujhe
Male : Kabhi to ek pal ko milna mujhse
Kyu faasle hue ye bewajah
Dhundta har jagah
Koshishein ye khamakhaa huuuu
Male : Kho gya na mila
Wo jo nahi tha mera
Doorie ye aasan nahi
Tum meri jagah… lo na kabhi
Music : ……………….
Male : Aankho ke aage ho baitha tu
Har ek sawera bas mera ho tu
Rang jau tujhme mai ghul jau tujhme
Kahani mai aisi likhoon
Male : Phir se likhu jo mai apni kahani
Shuru phir se tum se karu
Padhu teri aankhein ye zulfein sawaaroon
Apna bana loon tujhe
Male : Hoon lekin dhundta har jagah
Tujhko dhunde khamakhaa huuuu
Male : Kho gya na mila
Wo jo nahi tha mera
Doorie ye aasan nahi
Tum meri jagah… lo na kabhi
Male : Sun le aawaaz meri
Sun le zara
Sun le zaraaa mahiyaa
Kar de yaa tu rihaaaa..aaa aaa
Hindi lyrics are not available for this song yet.