Aazma Le Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Aazma Le Song Lyrics is a track from The India Story Hindi Film-2026, Starring Kajal Aggarwal Kitchlu, Shreyas Talpade, Trisha Sarda, Murli Sharma and Others. This song was sung by Vishal Dadlani. Music was composed by Siddharth Pandit and lyrics work penned by Alok Ranjan Srivastava.
Humming : …………..
Male : Na khauf koi na fikr kahin
Bas aag hai hummein aur yaqeen
Na khauf koi na fikr kahin
Bas aag hai hummein aur yaqeen hai
Hai aankh hamari ambar pe
Aur dil mein basi hai apni zameen
Male and Chorus : Hai yahan bekhaufiyaan saare seenon mein
Hai yahan jigra jigra jigra
Aasmaan bichhaate hain neeche kadmon ke
Hai itna jigra jigra jigra
Male and Chorus : Apni jurrat …aazma le
Apni himmat …aazma le
Hum na jhokon se hain darne waale… aazma le
Har ek harkat… aazma le
Apni har had …aazma le
Hum to dariya hain na thamne waale… aazma le
Male : Ye sarzameen jaane jigar
Tujh pe fida honge agar
Honge fida phir sau dafa
Rab se dua hum maang kar
Male and Chorus : Ae sarzameen jaane jigar
Tujh pe fida honge agar
Honge fida phir sau dafa
Rab se dua hum maang kar
Male : Kitna bhi laga le zor koi
Hai jeet likhi hardam apni
Male and Chorus : Kitna bhi laga le zor koi
Hai jeet likhi hardam apni
Male : Hai aankhen hamari ambar pe
Aur dil mein basi hai apni zameen
Male and Chorus : Hai yahan bekhaufiyaan saare seenon mein
Hai yahan jigra jigra jigra
Aasmaan bichhaate hain neeche kadmon ke
Hai itna jigra jigra jigra
Male and Chorus : Apni jurrat.. aazma le
Apni himmat… aazma le
Hum na jhokon se hain
Na darne waale …aazma le
Male and Chorus : Har ek harkat… aazma le
Apni har had …aazma le
Hum to dariya hain
Na thamne waale
Male and Chorus : Kare aasmaan mein hungama
Aisa jigra jigra apna
Hai sarzameen ka deewana
Aisa jigra jigra apna
Male and Chorus : Kuchh fauladi kuchh jazbaati
Aur bilkul apne jaisa hi
Jigra jigra jigra
Jigra jigra jigra apna
Male and Chorus : Kare aasmaan mein hungama
Aisa jigra jigra apna
Hai sarzameen ka deewana
Aisa jigra jigra apna
Male and Chorus : Kuchh fauladi kuchh jazbaati
Aur bilkul apne jaisa hi
Jigra jigra jigra
Jigra jigra jigra apna
Hindi lyrics are not available for this song yet.