Toda Dil Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Toda Dil Song Lyrics is a track from H.Hayati Music Hindi Album -2026, Starring Featuring : Aashita Singh, Chandan Rai and Nisha Bhandari. This song was sung by Rahat Fateh Ali Khan and Madhvi Shrivastav. Music was composed by Sahil Rayyan and lyrics work penned by Salim Ashfee.

 

 

Male : Main tha ishq mein sab lutane ko razi
Magar tune ashiqui bura kar diya
Mohobbat se tune khareeda tha humko
Laga kar ke qeemat juda kar diya

 

Male : Tuta hai dil ye tuta pura ya aadha toota
Tuta hai dil ye tuta pura ya adha tuta
Ghum hai is baat ka na koi bas malaal hai

 

Male : Toda dil tu ne phir bhi tujse pyaar hai
Toda dil tu ne phir bhi tuj se pyaar hai
Is dil ka kya karu is dil ka kya karu
Is dil ka kya karu tera he khayaal hai
Toda dil tu ne phir bhi tujse pyaar hai
Toda dil tu ne phir bhi tujse pyaar hai

 

Male :  Haa aaa aaa aaa aaa

 

Male : Lehje se sharaft kho kar
Bin bole chhod diya
Bin bole chhod diya
Lehje se sharaft kho kar
Bin bole chhod diya
Mizan pe daulat ko rakh kar
Mere pyaar ko tol diya

 

Male : Khaya hai ishq me dhoka tuta tuta hai bharosa
Khaya hai ishq me dhoka tuta tuta hai bharosa
Gum hai is baat ka na koi bas malal hai

 

Male : Toda dil tu ne phir bhi tujse pyaar hai
Toda dil tu ne phir bhi tuj se pyaar hai
Is dil ka kya karu is dil ka kya karu
Is dil ka kya karu tera he khayaal hai
Toda dil tu ne phir bhi tujse pyaar hai
Toda dil tu ne phir bhi tujse pyaar hai

 

Male : Jis din mere hotho pe
Tera naam nahi hota
Us din mere is dil ko
Araam nahi hota

 

Male : Shohrat ki bulandi ko
Shayad nahi seh paata
Jo teri mohhabat me
Badnaam nahi hota

 

Male : Tujhko lagta hai mujhe chhod ke khushhaal hai tu
Tujhko lagta hai mujhe chhod ke khushhaal hai tu
Khud se zyada mera dil teri khabar rakhta hai

Song Details

Official Video

Share this song:

Never miss a beat.

Get the latest hits, new lyricist additions, and trending songs delivered straight to your inbox.