Pyar Mein Kyun Hota Hai Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Pyar Mein Kyun Hota Hai Song Lyrics is a track from Pati Patni Aur Woh Do Hindi Film -2026, Starring Wamiqa Gabbi, Ayushmann Khurrana, Rakul Preet Singh and Others. This song was sung by Udit Narayan. Music was composed by Himesh Reshammiya and lyrics work penned by Sameer.
Male : La la la la la
La la la la la
La la la la la
Male : Kyun kisi ko
Wafa ke badle
Wafa nahi milti
Male : Kyun kisi ko
Dua ke badle
Dua nahi milti
Male : Kyun kisi ko
Khushi ke badle
Khushi nahi milti
Male : Yeh pyar mein
Kyun hota hai
Yeh pyar mein
Kyun hota hai
Male : Kyun kisi ko
Wafa ke badle
Wafa nahi milti
Female Chorus : Ishq ki kitna rulaya
Saari duniya bhulaya
Be-karaari badhaaye
Chain ik pal na aaye
Male : Log ishq mein
Kya se kya huye
Mil gaye kabhi
Phir juda huye
Male : Bas fiza mili
Is bahaar mein
Umra kat rahi
Intezaar mein
Male : Kyun kisi ko
Wafa ke badle
Wafa nahi milti
Hindi lyrics are not available for this song yet.