Mohabbat Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Mohabbat Song Lyrics is a track from Speed Records Hindi Album -2026, Starring Sana Sultaan and Others. This song was sung by Ali Brothers. Music was composed by Gaurav Dev and Kartik Dev and lyrics work penned by Ali Brothers.

 

 

Male : Hai mohabbat cheez aisi
Ki nahi jaati ho hi jaati hai
Mehsoos isse kar sakte hain
Samjha nahi sakte ye cheez aisi hai

 

Male : Chehra uska toh humko
Khuda ki tarah yaad hai
Chehra uska toh humko
Khuda ki tarah yaad hai

 

Males : Mohabbat ka maza hi judaai ke baad hai
Mohabbat ka maza hi judaai ke baad hai
Judaai ke baad hai judaai ke baad hai

 

Male : Mohabbat dozakh bhi hai mohabbat toh jannat bhi hai
Ye bin maange bhi mil jaye ye mannat bhi hai
Ye bin maange bhi mil jaye ye mannat bhi hai

 

Male : Chehra uska toh humko
Khuda ki tarah yaad hai
Chehra uska toh humko
Khuda ki tarah yaad hai

 

Males : Mohabbat ka maza hi judaai ke baad hai
Mohabbat ka maza hi judaai ke baad hai
Judaai ke baad hai judaai ke baad hai

 

Male : Jo ab tak mohabbat mein yaar ki fariyaad kar rahe hain

Male : Apne apne humsafar ko yaad kar rahe hain

Male : Apne apne humsafar ko yaad kar rahe hain

 

Males : Samjha de mohabbat waalon ko na saza de
Mohabbat waalon ko mila de mohabbat waalon ko
Mohabbat-mohabbat mein milti kyun aisi saza

 

Male : Ho poori hoti nahi jo ye aisi fariyaad hai

Male : Poori hoti nahi jo ye aisi fariyaad hai

 

Males : Mohabbat ka maza hi judaai ke baad hai
Mohabbat ka maza hi judaai ke baad hai
Judaai ke baad hai judaai ke baad hai

 

Humming : Haa aaa aaa aaa haaa aa aaa

Song Details

Official Video

Share this song:

Never miss a beat.

Get the latest hits, new lyricist additions, and trending songs delivered straight to your inbox.