Phad De Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Phad De Song Lyrics is a track from KD : The Devil, Hindi Film -2026, Starring Dhruva Sarja, Sanjay Dutt, Shilpa Shetty, Reeshma Nanaiah, Nora Fatehi and Others. This song was sung by Shankar Mahadevan. Music was composed by Arjun Janya and lyrics work penned by Raqueeb Alam.
Humming : .………………..
Male : Phad de sabko phad de
Phad de ….phad de
Male : Rowdyism wo karta nahi
Gundon se wo darta nahi
Baap ka baap kaun hai
Saala baap ka baap kaun hai
Male : Phad de sabko phad de
Male : Raam ke sang hanuman ji the
Tab wo jake jeete lanka
Krishn arjun sang khade the
Tab hua kurukshetra unka
Male : Ankhon men hai lahoo taari
Akela woo sab pe bhari
Baap ka baap kaun hai
Saala baap ka baap kaun hai
Male : Phad de sabko phad de
Humming : …………..
Male : In aansuwon ka mol kya hai
Kaat khul ke tu khanjaron se
Bhoomi mata khol ke muh
Khoon mange muddaton se
Male : Jeete ga to takht-nasheen
Haare ga to veer-gati
Baap ka baap kaun hai
Saala baap ka baap kaun hai
Male : Phad de sabko phad de
Humming : …………..
Hindi lyrics are not available for this song yet.