Duniya Ek Kahani Re Bhaiya Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Duniya Ek Kahani Re Bhaiya Song Lyrics is a track from Afsana Hindi Film -1951, Starring Ashok Kumar, Veena, Jeevan, Pran, Cuckoo, Baby Tabassum, Ratan Kumar and Others. This song was sung by Mohammed Rafi. Music was composed by Husnlal -Bhagatram and lyrics work penned by Saraswati Kumar Deepak.
Male : Duniya ek kahani re bhaiya
Duniya ek kahani
Duniya ek kahani re bhaiya
Duniya ek kahani
Tune kahe di maine kahe di
Duniya ek kahani
Iss duniya ke mele me
Koyi raja hai koyi rani
Duniya ek kahani re bhaiya
Duniya ek kahani
Male : Iss mele me har jit
Hai aur mele kaa mel
Iss mele me udan
Khatole hathi ghode rel
Kanhi hindole kanhi
Tamashe tarha tarha ke khel
Iss mele me pana
Khona jiwan behta pani
Re bhaiya
Duniya ek kahani re bhaiya
Duniya ek kahani
Duniya ek kahani re bhaiya
Duniya ek kahani
Male : Hariyal lelo pariyal
Lelo lelo chanda tara
Aao chunnu aa o munnu
Aao chunnu aa o munnu
Lelo naya gubbara
Munniya rani hame bata
Do kya hai nam tumhara
Kas ke dor pakdana
Bitiya mat karna nadani
Iss dhage me bandhi
Rahegi teri prit purani
Re bhaiya
Duniya ek kahani re bhaiya
Duniya ek kahani
Duniya ek kahani re
Bhaiya duniya ek kahani
Male : Aaj yahan kal kaha
Hame le jayeyegi taqdir
Koun kahe kis ki ankho
Me kab bhar aaye nir
Ek bar jo isi prit ki
Mitati nahi lakir
Ek bar jo isi prit ki
Mitati nahi lakir
Bhul naa ja naa bhatak
Naa ja naa maya ani jani
Re bhaiya
Duniya ek kahani re bhaiya
Duniya ek kahani
Duniya ek kahani re bhaiya
Duniya ek kahani
Hindi lyrics are not available for this song yet.