Bewajah Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Bewajah Song Lyrics is a track from Hasan Raheem Hindi Album -2026, Starring Hasan Raheem, Muhammad Nafees, Muhammad Zahid, Muhammad Imran and Muhammad Asif Nadeem. This song was sung by Hasan Raheem. Music was composed by Umairmusicxx and lyrics work penned by Hasan Raheem.

 

 

 

Male : Hoo ooo haa aa hoo ooo hoo oo haa aa
Is say pehlay bewafa hojayen hum
Kyun na ae jaana judaa hojayen hum
Shaakh jo shajar pay thay teray kabhi
Phool murjha gaye unhi kay baithay ham

 

Male : Saadgi ka jaaiza abhi bhi laitay ho
Dil yun phaink kay ye dil nahi kyun daitay ho
Ham say ashna kya hona meray janeman
Pyaar hi nahi labo say jhoot kehtay ho

 

Male : Itnay laad say rakha tuje sambhaal kay
Jee aur ap guftugu main baa kamaal thay
Sarkashi kya agayi jo darmian main
Ajnabi bana gaye tum aik saans main

 

Male : Bewajah bewafa
Tu bewajah ke bewafa
Bewajah bewafa
Tu bewajah ke bewafa

 

Male : Samandar tha jo meri ankhon main ye kehta tu
Ankhain teri phir nashey har pal rehti kyun
Ulfaton kay jaam tuna hain piye bohat
Meri ankhon kay nashey main kyun na dooba tu

 

Male : Afsana tera tha gham bhara main behki yun
Jhoot bolay tunay itnay main bhi sehti hun
Ik hasi hi maangi thee mainay labo ki jo
Phoolun say udhaar kab tak main laity rahun

 

Male : Tu masoom tha kay apne gham main pee gayi
Tu bhoola jo itni yaadein main bhi reh gayi
Seenay say lagay kay waar kar gaye jo tum
Bae asar tha tera pagla mehfil keh gayi

 

Male : Bewajah bewafa
Tu bewajah ke bewafa
Bewajah bewafa
Tu bewajah ke bewafa

 

Male : Mei paaye shilaan tu phatu ma yaatus
Yara mas jaik tham thei zanjeeror shaatus
Ashee dudure tus ma na soiye ge
Mein rung daiye-gon karachiye tatus

 

Male : Bewajah bewafa
Tu bewajah ke bewafa
Bewajah bewafa
Tu bewajah ke bewafa

Song Details

Official Video

Share this song:

Never miss a beat.

Get the latest hits, new lyricist additions, and trending songs delivered straight to your inbox.