Dekh Gagan Mein Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Dekh Gagan Mein Song Lyrics is a track from Muqaddar Hindi Film 1950, Starring Kishore Kumar, Nalini Jaywant, Radha Krishnana, Sajjan, Samson, Sofia, Iftekhar and Others. This song was sung by Nalini Jaywant. Music was composed by Khemchand Prakash and lyrics work penned by Raja Mehdi Ali Khan.

 

 

Female : Dekh gagan mein
Dekh gagan mein kali ghata
Kya kehti hai kehti hai
Dekh gagan mein

 

Female : Door kahi door kahi
Koyal ki sada
Kya kehti hai kehti hai
Dekh gagan mein

 

Female : Roz aaye aisi raate
Roz aaye aisi raate
Jaan le mere man ki baate
Kaise kahu sharmayi nigah
Kya kehti hai kehti hai
Dekh gagan mein

 

Female : Aankho ki jo baat mane
Tum bedard hai
Tum bedard hai tu kya jaane
Husn ki har khamosh ada
Kya kehti hai kehti hai
Dekh gagan mein

 

Female : Ise mohabbat hai batlade
Ha prem ras ras barsade
Dekh pawan ki mast ghataye
Dekh pawan ki mast hawa
Kya kehti hai kehti hai
Dekh gagan mein

 

Female : Dekh gagan mein kali ghata
Kya kehti hai kehti hai
Dekh gagan mein

Song Details

Official Video

Share this song: