Tu Kyun Na Mujhe Dekhti Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Tu Kyun Na Mujhe Dekhti Song Lyrics is a track from Parvana Hindi Album -2026, Starring NA. This song was sung by Chaar Diwaari. Music was composed by Chaar Diwaari and lyrics work penned by Chaar Diwaari and Archit.
Male : Tu kyun na mujhe dekhti?
Main sochta rahoon
Tu aankhein bhi na pherti
Main aankhein sekta rahoon
Toh kyun jiyu yeh zindagi
Main sochta rahoon
Tu aankhein bhi na pherti
Main aankhein sekta rahoon
Aisa kya hai sama mein
Ki aankhon mein jo tu jhaankte hi jaaye
Ke shayad woh mujh mein na
Male : Kya maarеgi yeh dillagi
Main sochta rahoon
Tu aankhein bhi na pherti
Main aankhein sekta rahoon
Male : Baadal ke neeche bhi yahaan basa hai ek jahaan
Baarish ke jaise hi mujhse milne tu aa zara
Varsha ki boondon ka karta raha main intezaar
Har dafa har dafa o-o
Kehti kya hai hawa tere kaano mein? Yeh bata
Kya sehlaati tera badan woh bewafaa
Mere hote tujhe koi kyun chhoo sakta
Meri jaan meri jaan
Male : Aisa kya hai samaan hai kе baaton mein jo tu
Kaan lagaaye o shayad woh mujh mein na
Male : Kya maarеgi yeh dillagi
Main sochta rahoon
Tu aankhein bhi na pherti
Main aankhein sekta rahoon
Male : Jal yoon jaaunga main re tujh mein
Meri shama tu de fanaa
Chaaro taraf agni ho mere tu ho meri
Main hoon tera
Mann mein mere dard-e-mohabbat
Tann se mere nikle dhuan
Kal kya hona kisko pata hai
Aaj hi mujhe tu de mita
Re shama jaana main bada nadaan
Har janam har dafa maine tujhko hi maanga
Male : Toh kyun jiyu yeh zindagi
Main sochta rahoon
Tu aankhein bhi na pherti
Main aankhein sekta rahoon
Tu Kyung na mujhe dekhti?
Main sochta rahoon
Tu aankhein bhi na pherti
Main aankhein sekta rahoon
Tu kyun na mujhe dekhti?
Main sochta rahoon
Tu aankhein bhi na pherti
Main aankhein sekta rahoon
Hindi lyrics are not available for this song yet.