Dil Bechara Pyaar Ka Maara Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Dil Bechara Pyaar Ka Maara Song Lyrics is a track from Dil Bechara Pyaar Ka Maara Hindi Film – 2004, Starring Vikas Kalantri, Aslam Khan, Aman Sondhi, Divya Palat, Jonita Doda, Rajpal Yadav and Mallika Kapoor. This song was sung Shreya Ghoshal and Udit Narayan. Music was composed by Nikhil and Vinay and lyrics work penned by Praveen Bhardwaj.

 

Male : Teri nazar mein kiya ishara
Hua ye dil aawaraa..

 

Female : Teri nazar mein kiya ishara
Hua ye dil aawara

 

Male : Dil bechara..
Pyar ka mara

 

Female : Dil bechara..
Pyar ka mara

 

Male : Dil ko samjhaye kya
Dil samjhta nahi

 

Female : Ham pareshan
Hai dil ke andaz se

 

Male : Ye dhadkata hai ab
Bas tumhe dekh kar
Jane kya ho gaya
Hai ise aaj se

 

Female : Dil ki halat najuk hai
Par dard bada hai pyara

 

Male : Ha ha haan
Dil ki halat najuk
Hai par dard bada hai pyara

 

Both : Dil bechara
Pyar ka mara
Dil bechara
Pyar ka mara

 

Female : Hum nahi jante
Kya hame ho gaya
Ye khumari hai kya
Kis nashe mein hai hum

 

Male : Haan hum nahi jante
Kya hame ho gaya
Ye khumari hai kya
Kis nashe mein hai hum

 

Female : Thoda bahka hai dil
Thode bahke hai hum
Bekhudi hai badi
Kya kare hum sanam

 

Male : Dunia jeeta lekin yara
Tumse ye dil hara

 

Female : Ho dunia jeeta lekin yara
Tumse ye dil hara

 

Both : Ho dil bechara pyar ka mara
Dil bechara pyar ka mara

 

Male : Teri nazar ne

 

Female : kiya ishara

 

Male : Hua ye dil aawara

 

Female : Dil bechara pyar ka mara

 

Male : Dil bechara pyar ka mara

 

Both : Dil bechara pyar ka mara
Dil bechara pyar ka mara..

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Dil Bechara Pyaar Ka Maara