Aankhein Chaar Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Aankhein Chaar SongĀ Lyrics is a track from Tu Yaa Main Hindi Film -2026, Starring Shanaya Kapoor, Adarsh Gourav, Mona Singh, Parul Gulati, Siddharth Sibal and Others. This song was sung by Kishore Kumar. Music was composed by Pextyle and lyrics work penned by Anjaan.
Male : Chori chori yun jab ho aankhen chaar kya hota hai
Hey deewana dil jab dhadke pehli baar kya hota hai
Begaane ban jaate hain yaar yaar yaar yaar
Anjaane ho jaata hai pyaar pyaar pyaar pyaar
Ye kya hota hai? Kaise hota hai? Jaane ye koi na
Chori chori yun jab ho aankhen chaar kya hota hai
Male : Tu to keh rahi thi tu 58 hai
Female : Tu bhi to bola tu 57 hai
Male : Saara ye shehar dekha ghoom ke
Dekhe laakhon haseena
Humko hai yakeen koi bhi kahin
Tere jaisi nahin
Male : Dil jo paagal kar jaaye wo deedaar kya hota hai
Jaana ab humne jaana pehla pyaar kya hota hai
Begaane ban jaate hain yaar yaar yaar yaar
Anjaane ho jaata hai pyaar pyaar pyaar pyaar
Ye kya hota hai kaise hota hai jaane ye koi na..hoo hoo
Male : Hello kisi ko sunaai de raha hai kaise
Male : Chori chori yun jab ho aankhen chaar kya hota hai
Hindi lyrics are not available for this song yet.