Jo Dil Hi Todna Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Jo Dil Hi Todna Song Lyrics is a track from Sartaj Hindi Film -1950, Starring Motilal, Manorama, Munawar Sultana, Ansari, Mirza Musharraf, Shyama and Others. This song was sung by Lata Mangeshkar and Mukesh Chand Mathur (Mukesh). Music was composed by Husnlal – Bhagatram and lyrics work penned by Majrooh Sultanpuri.

 

Female : Jo dil hi todna tha
Kyu diya phir aasra tumne
Jo dil hi todna tha
Kyu diya phir aasra tumne

 

Male : Utha toofa to kashti chhod di
Yeh kya kiya tumne

Both : Utha toofa to kashti chhod di
Yeh kya kiya tumne

 

Male : Tumhe apne samjh kar
Dil diya tha maine ulfat mein
Tumhe apne samjh kar
Dil diya tha maine ulfat mein
Maine ulfat mein
Tumhe aisa na karna tha
Bada dhokha diya tumne

 

Both : Tumhe aisa na karna tha
Bada dhokha diya tumne
Jo dil hi todna tha
Kyu diya phir aasra tumne

 

Female : Kaha tha hum zamane mein
Wafa ko naam kar denge
Kaha tha hum zamane mein
Wafa ko naam kar denge
Naam kar denge
Magar kya khoob se humse
Nibhayi hai wafa tumne

Both : Magar kya khoob se humse
Nibhayi hai wafa tumne

 

Both : Jo dil hi todna tha
Kyu diya phir aasra tumne
Jo dil hi todna tha
Kyu diya phir aasra tumne

Song Details

Official Video

Share this song: