Bhai Bhai Ek Samaan Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Bhai Bhai Ek Samaan Song Lyrics is a track from KD : The Devil Hindi Film -2026, Starring Dhruva Sarja, Sanjay Dutt, Shilpa Shetty, Reeshma Nanaiah, Nora Fatehi and Others. This song was sung by Javed Ali. Music was composed by Arjun Janya and lyrics work penned by Raqeeb Alam.
Male : Dharti mein ambar mein woh
Saaton samandar mein woh
Hai koi aisa to kaho
Kaun hai woh
Kaun hai woh
Male : Aankhen hain baajon wali
Ullu ke raazon wali
Ghoore buri nazron ko woh
Kaun hai woh
Kaun hai woh
Humming : ………………………
Male : Ek hi maa se le janam
Phir bhi juda juda hain ye qadam
Ek hi ghar men wo pale
Baante ghar ki deewaren besharam
Male : Mera hai mera ye yun na kaho
Deen dukhi pe kabhi na haso
Hoke vinamr jahan main jiyo
Sada hoke vinamr jahan men jiyo
Male : Dharti mein ambar mein woh
Saaton samandar mein woh
Hai koi aisa to kaho
Kaun hai woh
Kaun hai woh
Male : Hai bhai bhai ek samaan
Bhai tum luta do apni jaan
Rishte judte hain ek baar
Dil se rishte nibhao rakho maan
Male : Ho dekh ke in ko seekha karo
Jeevan ka rang na pheeka karo
Ye itihaas hai likha karo
Iska ye itihaas hai likha karo
Male : Dharti mein ambar mein woh
Saaton samandar mein woh
Hai koi aisa to kaho
Kaun hai woh
Kaun hai woh
Humming : ………………………
Hindi lyrics are not available for this song yet.