Dhaniya Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Dhaniya Song Lyrics is a track from One Two Cha Cha Chaa Hindi Film -2026, Starring Ashutosh Rana, Lalit Prabhakar, Anantvijay Joshi, Harsh Mayar and Others. This song was sung by Deepali Sahay and Aishwarya Nigam. Music was composed by Aishwarya Nigam and lyrics work penned by Deepali Sahay.

 

 

 

Female : Kahawa ke silwat
Kahawa ke lodha ho
Kahawa ke silwat
Kahawa ke lodha ho
Kahawa ke didiha sarhu
Lage lal mirchaayi ho
Kahawa ke didiha sarhu

 

Male : Sajna ko dekho dekhe chhup ke sajaniya
Chori chori leke gayi dil mori dhaniya
Sajna ko dekho dekhe chhup ke sajaniya
Chori chori leke gayi dil mori dhaniya

 

Male and Chorus : Chunri gulaabon wali
Naina sharaabon wali
Haaye dil mera le gayi

 

Male and Chorus : Chunri gulaabon wali
Naina sharaabon wali
Sine daradiya de gayi

 

Male : Ho mera dil tujhpe fida
Ho baby ho na jana tu khapha
Ho gajabe loot ke nagariya le gayi

 

Male : Dekho kaise dekhe meri jaan
Ho kar gayi mute ye jubaan
Ho kaise dil ko beech bajariya le gayi

 

Female : Kahanwa ke silwat
Kahanwa ke lodha ho
Kahanwa ke didiha sarhu
Lage lal mirchaayi hu
Kahanwa ke didiha sarhu

 

Male : Ho kal tak sab kuchh thik tha
Ki saala dil sine mein hi tha
Phir naa jaane kab bijuriya gir gayi

 

Male : Ho main to bhaage pichhe pichhe tha
Kahin ek aisa dhuwan utha
Ki meri aankhein sang gujariya lad gayi

 

Female : Duwara pe dekho badariya bajega
Aangna pe puwa aur puri chhanega
Behno ka bhaiya ab saiyaa banega
Ho o o apna dularwa bhi ghodi chadega

 

Male : Ki phir sharmayi meri jaan
Aur uspar ho gya main kurbaan
Ki qatil naino ke kajariya de gayi

 

Male : Ho dekho kaise dekhe meri jaan
Ho kargayi mute ye jubaan
Ho kaise dil ko beech bajariya le gayi

 

Female : Kahawa ke silwat
Kahawa ke lodha ho
Kahawa ke didiha sarhu
Lage lal mirchaayi ho
Kahawa ke didiha sarhu

Song Details

Official Video

Share this song: