Lag Rahi Dua Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Lag Rahi Dua Song Lyrics is a track from Durlabh Prasad Ki Dusri Shadi Hindi Film -2025, Starring Sanjay Mishra, Vyom Yadav and Mahima Chaudhry. This song was sung by Divya KumarĀ andĀ Kalpana Gandharv. Music was composed by Anurag Saikia and lyrics work penned by Juno.
Male : Koyi marham leke aaya
Koyi sargam leke aaya
Koyi marham leke aaya
Koyi sargam leke aaya
Male : Ek arse baad
Ek arse baad wo baadal
Phir sawan lekar aaya
Male : Lag rahi dua
Phir yakin hua pyaar pe haaye
Lag rahi dua
Phir yakin hua pyaar pe
Naini pe noor pe yaar pe
Male and Chorus : Lag rahi dua
Phir yakin hua pyaar pe
Lag rahi dua
Phir yakin hua pyaar pe
Female : Ho tum bin sambhala hai aise jiya
Jaise nadi pe wo ubhra diya
Tum bin sambhala hai aise jiya
Jaise nadi pe ubhra diya
Chorus : Jaage adhoore the
Soye adhoore the
Tum bin naa poore the hum
Kaanton chaubaare mein
Nadiyon ke dhaaron mein
Tum bin zamaana gaya tham
Female : Lag rahi dua
Phir yakin hua pyaar pe
Lag rahi dua
Phir yakin hua pyaar pe
Male : Naini pe noor pe yaar pe
Male and Chorus : Lag rahi dua
Phir yakin hua pyaar pe
Lag rahi dua
Phir yakin hua pyaar pe
Hindi lyrics are not available for this song yet.