Fitratein Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Fitratein Song Lyrics is a track from Times Music Hindi Album – 2025, Starring Sanam Johar and Kanikka Kapur. This song was sung by Arijit Singh. Music was composed by Ronak Phukan and lyrics work penned by Syed Amir Hussain and Soham Majumdar.

 

 

Male : Humming ….

 

Male : Fitratein badlne lagi hai ye dil ki mere
Chahtein rahi na baki rab siva ye tere
Furastein milegi kahan chahne se tujhe
Raahtein dila de aake bahon mein tu mujhe

 

Male : Ishq gahra tera pahra
Jaise har ghadi lag raha hai
Waqt ab jo hai yun thehara
Kuch iss tarah ho gaya

 

Male : Kyun lage mujhe tu hai tu hai tu hai to yahi kahin
Lekin mujhe tu kyun aise yun dikhe nahi
Aake bata mujhe aakhir kya ho gaya

 

Male : Kyun lage mujhe tu hai tu hai tu hai to yahi kahin
Lekin mujhe tu kyun aise yun dikhe nahi
Aake bata mujhe aakhir kya ho gaya

 

Male : Humming ….

 

Male : Narazagi ho na kabhi bas itani hai khwaishein
Tarse nahi barse yahi tere ishq ki baarishein
Mera mujhe hona hi hai rang layegi koshishein
Kya mein kahun puri karu teri har farmaishein

 

Male : Ishq gahra tera pahra
Jaise har ghadi lag raha hai
Waqt ab jo hai yun thehara
Kuch iss tarah ho gaya

 

Male : Kyun lage mujhe tu hai tu hai tu hai to yahi kahin
Lekin mujhe tu kyun aise yun dikhe nahi
Aake bata mujhe aakhir kya ho gaya

 

Male : Kyun lage mujhe tu hai tu hai tu hai to yahi kahin
Lekin mujhe tu kyun aise yun dikhe nahi
Aake bata mujhe aakhir kya ho gaya

 

Male : Humming ….

Song Details

Official Video

Share this song: