Mayavi 2.0 Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Mayavi 2.0 Song Lyrics is a track from Salim-Sulaiman Hindi Album – 2025, Starring Sonu Nigam. This song was sung by Sonu Nigam. Music was composed by Salim-Sulaiman and lyrics work penned by Shraddha Pandit.
Male : Mayavi ankhiyaan teri
Karne lagi kya jaadugari
Main hun yahaan khoya khoya
Tumse mili yeh besabri
Male : Markaz ho meri duniya ki tumhi
Haan tumsa koi nahi
Male : Qaid karo zulfon se zara
Chahun kabhi na hona riha
Rooh mein ghul aisa kuch kar
Itne mere nazdeek tu aa
Male : Qudrat se maanga hai
Daali hai arziyaan
Ab aage hoga jo
Kismat ki marziyaan
Male : Jo bhi hoga hoga jo bhi
Jo bhi hoga hoga jo bhi
Hote hote aayega din aisa bhi koi
Jab tum mujhse yeh kahogi kabhi
Male : Hum tum se bane ek jaan nayi
Zindagi ka chalan bas hai toh yahi
Markaz ho meri duniya ki tumhi
Haan tumsa koi nahi
Male : Yaara oh yaara
Gaata hun saara din saara
Maane na maane
Dil yeh kaisa hai bechaara
Male : Noor se tere jo takraaye
Vash mein vo tere aa jaaye
Mushkil hai ab hona guzaara
Tum na milo toh marjaayen
Male : Jo bhi hoga hoga jo bhi
Jo bhi hoga hoga jo bhi
Hote hote aayega din aisa bhi koi
Jab tum mujhse yeh kahogi kabhi
Male : Hum tum se bane ek jaan nayi
Zindagi ka chalan bas hai toh yahi
Markaz ho meri duniya ki tumhi
Haan tumsa koi nahi
Male : Maayavii
Hindi lyrics are not available for this song yet.