Dil Kaat Ke Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Dil Kaat Ke Song Lyrics is a track from Desi Melodies Music Hindi Album -2025, Starring Sakshi Vaidya and Rajniesh Duggal. This song was sung by B Praak. Music was composed by Hunny-Bunny and lyrics work penned by Jaani.

 

Dialogue : …………..

 

Male : Ek toh parvardigaar ke baare mein na boliye
Aur phir aitbaar ke baare mein na boliye
Aapka hum qatal bhi kar sakte hain
Aap hamare yaar ke baare mein na boliye

 

Male : Humse woh mila hi nahin hai sadiyon se
Taras gaye the hum yaar ke saath ko
Us bewafa ka dil kaat ke dekhna hai
Woh kiske liye roya tha kal raat ko

 

Male and Chorus : Mera dil gaya dil gaya dil gaya dil gaya
Dil gaya dil gaya bewafa
Mainu mil gaya mil gaya mil gaya mil gaya
Mil gaya mil gaya bewafa

 

Male and Chorus : Mera dil gaya dil gaya dil gaya dil gaya
Dil gaya dil gaya bewafa
Mainu mil gaya mil gaya mil gaya mil gaya
Mil gaya mil gaya bewafa

 

Male : Mujhe toh rulaya hi hai
Mujhe toh hasaya hi nahin
Mujhme kami kya thi
Yaar ne bataya hi nahin

 

Male : Teri hi gali se mera
Guzra janaza tha
Maine awaaz di thi
Tu baahar aaya hi nahin

 

Male : Tere kolon choor hoke enni majboor hoke
Haukeyan lag gayi aan main
Paagal banayi payi aan
Jama hi hilaayi payi aan
Nasheyan te lag gayi aan main

 

Male : Ho jaani hai mera dushman
Main aisi nazar utaarungi
Tu beech mein aa na duniya
Jaani ko main hi maarungi

 

Male : Woh gala bhi mera kaate toh koi baat nahin
Main kaat nahin sakti uski baat ko

 

Male : Us bewafa ka dil kaat ke dekhna hai
Woh kiske liye roya tha kal raat ko
Us bewafa ka dil kaat ke dekhna hai
Woh kiske liye roya tha kal raat ko

 

Male : Kitne deewane rakh rakhe hain god mein
Ik aane lag jaata hai ik jaane lag jaata hai
Aapke pairon se kya mohabbat hai duniya ko
Jo aata hai dabaane lag jaata hai

 

Male : Hai soyi thi kabar mein woh
Jag gayi kya bolun
Mujhe uski aisi aadat
Lag gayi hai kya bolun

 

Male : Main jugnu ko bolun sooraj
Aur bande ko khuda bolun
Mujhe uski aisi aadat

Lag gayi hai kya bolun

 

Male : Mere pairon mein jo chubh gaye
Woh kaante kaun nikaalega
Oh hai koi yahan bola
Jo ik laash ko paa lega

 

Male :  Woh phir bhi hai jaan meri
Meri pehchaan rahega woh
Jaan woh tha jaan hai woh
Aage bhi jaan rahega woh

 

Male : Maine yaar mere ko chhoda tha sava saat baje
Woh kisi aur ka ho gaya paune aath ko

 

Male : Us bewafa ka dil kaat ke dekhna hai
Woh kiske liye roya tha kal raat ko
Us bewafa ka dil kaat ke dekhna hai
Woh kiske liye roya tha kal raat ko

 

Male : Yeh aajkal sabko kya ho gaya hai
Bure logon ki ho rahi hai umr lambi
Achhe log mar jaa rahe hain

Dialogue : ………………..

 

Male : Us bewafa ka dil kaat ke dekhna hai….

 

Song Details

Official Video

Share this song: