Kariyaa Haan Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Kariyaa Haan Song Lyrics is a track from Desi Tadka Music Hindi Album -2025, Starring Pawandeep Rajan and Priyanshi Srivastava. This song was sung by Pawandeep Rajan and Priyanshi Srivastava. Music was composed by Rameez Sohail and lyrics work penned by Kaushik Vikas.

 

Male : Jag pucheya mainu ki hua
Mainu teri kami khal rahi
Dil nu sambhale phir raha
Yaade teri hai ismein pal rahi

 

Male : Main raahen takda intezaar kariyaa haan
Main tujhse hadd se zyada pyaar kariyaa haan
Main raahen takda intezaar kariyaa haan
Main tujhse hadd se zyada pyaar kariyaa haan

 

Female : Buleya tainu lakh samjhaava
Kitna main tujhko chahava
Teri meri ye jo dooriyan majbooriyan
Hai kab tak yaara

 

Female : Sochun to soch mein tu hai
Puchho na aisa kyun hai
Juda hai tere naam se
Mera naam ye tu jaan le yaara

 

Female : Kehne ko baat sa
Lafzon mein kehna kyun hai?
Meri aankhon ke zariye
Padh le tu bhi zara

 

Female : Main raahen takda intezaar kariyaa haan
Main tujhse hadd se zyada pyaar kariyaa haan
Main raahen takda intezaar kariyaa haan
Main tujhse hadd se zyada pyaar kariyaa haan

 

Male : Main raahen takda intezaar kariyaa
Main tujhse hadd se zyada pyaar kariyaa
Main raahen takda intezaar kariyaa haan

 

Female and Chorus : Dil se dil baandh ke rakheya
Tujhko main saanjh ke rakheya
Maine har hai duaon mein
Haa duaon mein
Tujhe baandh ke rakheya

 

Female and Chorus : Dil se dil baandh ke rakheya
Tujhko main saanjh ke rakheya
Maine har hai duaon mein
Haa duaon mein
Tujhe baandh ke rakheya

Song Details

Official Video

Share this song: