Hum Jaisa Kaun Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Hum Jaisa Kaun Song Lyrics is a track from Gauna Hindi Film -1950, Starring Usha Kiran, Anoop Kumar, Purnima, S. Nazir, Kesari, Wasti and Others. This song was sung by Lata Mangeshkar. Music was composed by Husnlal – Bhagatram and lyrics work penned by Qamar Jalalabadi.

 

 

Female : Hum jaisa kaun hoga
Zamane mein badnasib
Manzil se dur ho gaye
Manzil ke samne

 

Female : Agar dil kisi par
Lutaya na hota
Agar dil kisi par
Lutaya na hota
Agar dil kisi par to ashko ka dariya
Bahaya na hota
Agar dil kisi par
Lutaya na hota
Agar dil kisi par

 

Female : Jo malum hota
Ke hoga andhera
Ke hoga andhera
Jo malum hota
Ke hoga andhera
Ke hoga andhera
Chirage mohabbat
Jalaya na hota
Chirage mohabbat
Jalaya na hota
Agar dil kisi par

 

Female : O duniya ke malik
Juda tha jo karna
Juda tha jo karna
O duniya ke malik
Juda tha jo karna
Juda tha jo karna
To achha tha unse
Milaya na hota
To achha tha unse
Milaya na hota

 

Female : Agar dil kisi par to ashko ka da dariya
Bahaya na hota
Agar dil kisi par
Lutaya na hota
Agar dil kisi par…

Song Details

Official Video

Share this song: