He Prabhu Jyot Jagao Aisi Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
He Prabhu Jyot Jagao Aisi Song Lyrics is a track from Bhakt Prahlad Hindi Film – 1967, Starring Roja Ramani, S. V. Ranga Rao, Anjali Devi, Rajendra Nath Dhumal, L.Vijaylaxmi and Others. This song was sung by Usha Mangeshkar. Music was composed by S. Rajeshwar Rao and lyrics work penned by Pyarelal Santoshi.
Female : He prabhu jyot jaga aisi
He prabhu jyot jaga
Mere man mein base tu sada
Ha man mein base tu sada
Female : Jab gajendar par dhir padi to
Use bachane tu hi aaya
Jab gajendar par dhir padi to
Use bachane tu hi aaya
Mare kisko tare kisko
Mare kisko tare kisko
Sab kuch hai bas teri.. maya
Sab kuch hai bas teri maya
Female : He prabhu jyot jaga aisi
He prabhu jyot jaga
Mere man mein base tu sada
Ha man mein base tu sada
Hindi lyrics are not available for this song yet.