Zamane Ka Dastoor Hai Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Zamane Ka Dastoor Hai Song Lyrics is a track from Lajawab Hindi Film – 1950, Starring Sohan, Rehana, Kuldip Kaur, Randhir Kapoor, Prem Dhawan, Iftekhar, Kavita and Pran. This song was sung by Lata Mangeshkar and Mukesh Chand Mathur (Mukesh). Music was composed by Anil Krishna Biswas and lyrics work penned by Prem Dhawan.

 

Male : Zamane ka dastoor hai ye purana
Zamane ka dastoor hai ye purana
Mita kar banana bana kar mitana
Mita kar banana bana kar mitana
Zamane ka dastoor hai ye purana

 

Female : Wafa kya yahi hai jafa karane wale
Wafa kya yahi hai jafa karane wale
Nigahe mila kar nigahe churana
Nigahe mila kar nigahe churana
Zamane ka dastoor hai ye purana

 

Male : Mohabbat ka anjam zahir tha hum par
Mohabbat ka anjam zahir tha hum par
Bahut hamne roka magar dil na mana
Bahut hamne roka magar dil na mana
Zamane ka dastoor hai ye purana

 

Female : Koi aasama se zara ye to puchhe
Koi aasama se zara ye to puchhe
Mila kya jala kar mera aashiyana
Mila kya jala kar mera aashiyana
Zamane ka dastoor hai ye purana.

Song Details

Official Video

Share this song: