Gareebon Ki Kismat Mein Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Gareebon Ki Kismat Mein Song Lyrics is a track from Meena Bazaar Hindi Film – 1950, Starring Shyam, Nargis, Kanhaiyalal, Om Parkash, Gope, Kuldip Kaur, Sapru, Miss Chandra, Bhudo Advani, Chanda Bai. This song was sung by Mohammed Rafi. Music was composed by Husnlal – Bhagatram and lyrics work penned by Qamar Jalalabadi.
Yeh kya zindagi di
Kisi ko hansi di
Kisi ko khushi di
Male : Gareebon ki kismat mein
Rona hi rona rona hi rona
Gareebon ki kismat mein
Rona hi rona rona hi rona
Male : Tadapte hain hum
Hans raha hai zamana
Jo poochho toh yeh
Hai hamara fasaana
Male : Gareebon ki kismat mein
Rona hi rona rona hi rona
Gareebon ki kismat mein
Rona hi rona rona hi rona
Male : Haan zamaane ne jab
Hamko thokar lagaayi
Toh toote huye
Dil se aawaaz aayi
Male : Gareebon ki kismat mein
Rona hi rona rona hi rona
Gareebon ki kismat mein
Rona hi rona rona hi rona
Male : Mere aansuon uske
Kuche mein jaana
Mera haal poochhe
Toh yeh keh sunaana
Male : Gareebon ki kismat mein
Rona hi rona rona hi rona
Gareebon ki kismat mein
Rona hi rona rona hi rona….
Hindi lyrics are not available for this song yet.