Marjaana Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Marjaana Song Lyrics is a track from Baaghi 4 Hindi Film – 2025, Starring Tiger Shroff, Sanjay Dutt, Sonam Bajwa and Harnaaz Sandhu. This song was sung by B Praak and Siddhant Mishra. Music was composed by Siddhant Mishra and lyrics work penned by Sameer Anjaan.

 

Male : Marjaana …marjaana mein yaar je tu mainu nahi mileya
Chadna nahi… chadna nahi tera rasta teri galiyaan
Marjaana marjaana mein yaar je tu mainu nahi mileya
Chadna nahi chadna nahi tera rasta teri galiyaan

 

Male : Ho tanha tanha kaise rahunga
Sach kahta hoon mar jaaunga
Jeete ji tenu bhool nahi sakta
Mar bhi gaya to yaad aaunga

 

Male : Haaye labna nahi labna nahi mainu yaar koi bhi nahi
Chadna nahi chadna nahi tera rasta teri galiyaan
Haaye marjaana marjaana mein yaar je tu mainu nahi mileya

 

Male Chorus : Tu hi hai thikana mera jeeine ka bahana mera
Tere liye ishq mera mar nahi sakta hai
Tu hi meri manzil tu hi mera rasta hai
Mujh mein mein sach kahun bas tu hi basta hai

 

Male Chorus : Tu hi hai thikana mera jeeine ka bahana mera
Tere liye ishq mera mar nahi sakta hai
Tu hi meri manzil tu hi mera rasta hai
Mujh mein mein sach kahun bas tu hi basta hai

 

Male : Utar jaana doob ke ishw ka dariya mainu utar jaana

 

Male : O mere zind meri jaan leke mainu gayi bichoda deke
Sari sari rahan jagave yaadon se teri yaad na jaave
Hooo ooo  mere zind meri jaan leke mainu gayi bichoda deke
Sari sari rahan jagave yaadon se teri yaad na jaave

 

Male : Bhatkuga mein banke ranjhaa
Doondh ke heer tujhe lawanga
Je na tu haasil kar paya
To mein pagal ho jawanga

 

Male : Ho nahi takna tenu chadke dooja koi bhi nahi takna
Chadna nahi chadna nahi tera rasta teri galiyaan
Haaye marjaana marjaana mein yaar je tu mainu nahi mileya

 

Male : O tere liye duaa karda dil mere sajado mein tu shamil
Lung jawanga mein har sarhad mere jeene da tu maqsad
Hooo oo  tere liye duaa karda dil mere sajado mein tu shamil
Lung jawanga mein har sarhad mere jeene da tu maqsad

 

Male : Mera chain sukoon sab le gayi
Har jo meri ankhiyan vich de gayi
Iss dharti se falak mil jaave
Mainu teri zhalak mil jaave

 

Male : Ho nahi chakna ishq ilawa duja koi ras nahi chakna
Chadna nahi chadna nahi tera rasta teri galiyaan
Haaye marjaana marjaana mein yaar ke tu mainu nahi mileya

 

Male Chorus : Tu hi hai thikana mera jeeine ka bahana mera
Tere liye ishq mera mar nahi sakta hai
Tu hi meri manzil tu hi mera rasta hai
Mujh mein mein sach kahun bas tu hi basta hai

 

Male Chorus : Tu hi hai thikana mera jeeine ka bahana mera
Tere liye ishq mera mar nahi sakta hai
Tu hi meri manzil tu hi mera rasta hai
Mujh mein mein sach kahun bas tu hi basta hai

 

Male : Ho tar jaana doob ke ishq ka dariya mainu tar jaana

Song Details

Official Video

Share this song: