Unpe Dil Aa Gaya Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Unpe Dil Aa Gaya Song Lyrics is a track from Magroor Hindi Film – 1950, Starring Rehman, Meena Kumari, Paidi Jairaj, Nigar Sultana and Others. This song was sung by Shamshad Begum. Music was composed by Bulo C. Rani and lyrics work penned by Raja Mehdi Ali Khan.

 

 

Female : Unpe dil aa gaya
Unpe dil aa gaya
Ijhar karun ya na karun
Ijhar karun ya na karun
Sochati hoon main unhe
Sochati hoon main unhe
Pyar karun ya na karun
Main pyar karun ya na karun
Unpe dil aa gaya

 

Female : Le gaye ek nazar jo sabro karar
Haye mera sabro karar
Le gaye ek nazar jo sabro karar
Haye mera sabro karar
Phir kabhi unse nazar
Phir kabhi unse nazar
Pyar karun ya na karun
Main pyar karun ya na karun
Unpe dil aa gaya

 

Female : Aankho aankho mein to
Ikarar mohabbat ke huye
Ikarar mohabbat ke huye
Aankho aankho mein to
Ikarar mohabbat ke huye
Ikarar mohabbat ke huye

 

Female : Bato bato mein bhi
Bato bato mein bhi
Ikarar karun ya na karun
Main pyar karun ya na karun
Unpe dil aa gaya

 

Female : Samne unke niaghe
Main utha sakti nahi
Main utha sakti nahi
Samne unke niaghe
Main utha sakti nahi
Main utha sakti nahi

 

Female : Khwab mein aaye to
Khwab mein aaye to
Didar karun ya na karun
Main pyar karun ya na karun
Unpe dil aa gaya

Song Details

Official Video

Share this song: