Balma Nadan Song Lyrics in Aaram (1951)

Balma Nadan Song Lyrics

Balma Nadan Song Lyrics is a track from Aaram Hindi Film – 1951, Starring Dev Anand, Madhubala, Prem Nath, Talat Mahmood and Others. This song was sung by Lata Mangeshkar. Music was composed by Anil Krishna Biswas and lyrics work penned by Rajendra Krishan.

Singer : Lata Mangeshkar

Music Director : Anil Krishna Biswas 

Lyricist : Rajendra Krishan

Female : Balmava nadan balmava nadan
Samajhaye na samjhe dil ki batiya
Balmava nadan balmava nadan
Ho nadan ho nadan balma ja ja ja
Balma ja ja ja
Balma ja ja ja
Abb koun tujhe samjhaye
Balma ja ja ja
Balma ja ja ja

Female : Main chanda ki chandani hu
Main taro ki rani
Main chanda ki chandani hu
Main taro ki rani
Mere matwale naino se
Chhalke mast jawani
Mere matwale naino se
Chhalke mast jawani
In naino ki balma tu ne
Koyi kadar na jani
Balma ja ja ja
Balma ja ja ja
Abb koun tujhe samjhaye
Balma ja ja ja

Female : Ek rat ki mehfil hai
Yeh jhum le o mastane
Ek rat ki mehfil hai
Yeh jhum le o mastane
Dekh shammapar aakar
Kaise marte hain parwane
Dekh shammapar aakar
Kaise marte hain parwane
Jike marna marke
Jina pagale tu kya jane
Balma ja ja ja
Balma ja ja ja
Abb koun tujhe samjhaye
Balma ja ja ja
Balma ja ja ja

Scroll to Top