Ek Baar Parbhu Ke Ban Ja Song Lyrics in Alakh Niranjan (1950)

Ek Baar Parbhu Ke Ban Ja Song Lyrics

Ek Baar Parbhu Ke Ban Ja Song Lyrics is a track from Alakh Niranjan Hindi Film – 1950, Starring N.T. Rama Rao, Vanisri, Ramakrishna and Others. This song was sung by Mohammed Rafi. Music was composed by Prem Nath and lyrics work penned by Ram Murti Chaturvedi.

Singer : Mohammed Rafi

Music Director : Prem Nath

Lyricist : Ram Murti Chaturvedi

Male : Ek baar parbhu ke ban ja
O sansari o sansari
Parbhu ka isha bas karan ki
Pooja kare tumhare
O sansari o sansari
Ek baar parbhu ke ban ja
O sansari o sansari

Male :  Tumse hai ye duniya sari
Tumse hai ye duniya sari
Tum narayan nar avtari
Apne ko jano pahchano
Apne ko jano pahchano
Jhuthi jag ki duniya dari
Jhuthi jag ki duniya dari

Male : Samjh jaoge dekho dekho
Samjh jaoge dekho dekho
Man ke nain ugari
O sansari o sansari
Ek baar parbhu ke ban ja
O sansari o sansari

Male : Maa ki mamta kaun bhulaye
Nari jeevan mein ras laye
Maa ki mamta kaun bhulaye
Nari jeevan mein ras laye
Ye sab bandhan hai maya ke
Ye sab bandhan hai maya ke
Murkh kyu isme bharmaye
Murkh kyu isme bharmaye

Male : Narayan se lagan lagale
Narayan se lagan lagale
Narayan se lagan lagale
Ban ja prem pujari
O sansari o sansari
Ek baar parbhu ke ban ja
O sansari o sansari

Male : Prabhu ka isha bas karan ki
Pooja kare tumhare
O sansari o sansari
Ek baar parbhu ke ban ja
O sansari o sansari
Ek baar ek baar prabhu ke ban ja.

Scroll to Top