Mayya Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Mayya Song Lyrics is a track from Guru Hindi Film – 2007, Starring Abhishek Bachchan, Aishwarya Rai, Mithun Chakraborty, R. Madhavan and Vidya Balan. This song was sung Mariam Toller, Chinmaye and Kirti Sagathia. Music was composed by A. R. Rahman and lyrics work penned by Gulzar.

 

Female : Ya eya eee yea
Tu neel samundar hai
Tu neel samundar hai
Main reth ka saahil hoon
Main reth ka saahil hoon
Aaghosh mein le le
Main der se pyaasi hoon

 

Female : Ek saudsa raat ka
Ek kaudi chaand ki
Chaahe toh choom le
Tu todi chaand ki
Ek saudsa raat ka
Ek kaudi chaand ki
Chaahe toh choom le
Tu todi chaand ki
Ek chaand ki kashthi
Mein chal paar utarna hai
Tu halke halke khena
Dariyaa naa chalke
Mayya mayya gulabi
Taaren chun le saare chun
Maaya mayya ki jism ke pardon
Mein dardon ke maarey chunle
Mayya mayya gulabi
Taaren chun le saare chun
Maaya mayya ki jism ke pardon
Mein dardon ke maarey chunle

 

Female : Aab neel samunder jaage
Aaghosh melekar sahil
Lehraathaa hai aur masti mein
Mehtaab ka chehra
Choomthan hai
Mein seene mein tere
Saasein bhar leti hoon
Karwat karwat main tujh se
Lipatkar raat basarkar lethi hoon

 

Female : Mayya aaya mayya maayy
Seene see mere
Uthataa hai dhuwaan
Mayya mayya mayya maay
Deewar pe kya
Likhthaa hai dhuwaan
Dheemaa dheemaa
Dheemaa dhuwaan
Har baar yeh kya
Kehtaa hai dhuwaan
Mayya mayya ale a
Yeah yeah a yeah yeah
Ek saudaa raat kaa
Ek kaudi chaand ki
Chaahe toh choom le
Tu todi chaand ki
Ek megh ki kashthi
Mein chal paar utarna hai
Tu halke halke khena
Dariyaa na chalke
Mayya mayya ale ahe ahe ahe
Ahe mayya mayya ale
Ahe ahe ahe ahe ahe
Are variya variya
Mayya mayya ale ahe ahe ahe
Ahe mayya mayya ale
Ahe ahe ahe ahe ahe
Are variya variya

 

Male : Walidaaaaa… Ishta Are walida walida walida
Maara waalida waalida maara
Charpar barse charpar barse mehulo yevelo yevelo

Song Details

Official Video

Share this song:

Never miss a beat.

Get the latest hits, new lyricist additions, and trending songs delivered straight to your inbox.