Main Tumhara Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Main Tumhara Song Lyrics is a track from Dil Bechara Hindi Film – 2020, Starring Sushant Singh Rajput and Sanjana Sanghi. This song was sung by Jonita Gandhi and Hriday Gattani. Music was composed by A. R. Rahman and lyrics work penned by Amitabh Bhattacharya.
Male : Tum na huye mere toh kya
Hmm tum na huye mere toh kya
Male & Female : Main tumhara, main tumhara
Main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitara raha
Male : Rishta raha bas rait ka
Male & Female : Aye samandar main tumhara kinara raha
Main tumhara, main tumhara, tumhara raha
Male : Tum na huye mere toh kya
Male : Tu hi pehli guzarish hasrat bhi tu aakhiri
Maahi mere basi hai marzi bata kya teri
Male & Female : Main tumhara, main tumhara
Main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitara raha
Male & Female : Main jado ke mahine ki tarah
Aur tum ho pashmine ki tarah
Main diwaron ki tarah hoon
Tum jaise ho dareecha
Main bageecha jo tum ne seencha
Female : Tum na huye mere toh kya
Hmm tum na huye mere toh kya
Male & Female : Main tumhara, main tumhara
Main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitara raha
Female : Rishta raha bas rait ka
Male & Female : Aye samandar main tumhara kinara raha
Main tumhara, main tumhara, tumhara raha
Male : Tum na huye mere toh kya
Hindi lyrics are not available for this song yet.