LYRIC

Singer : Darshan Raval

Music by : Darshan Raval

Lyrics by : Navin Tyagi

Male : Tu hi hai bas tu hi hai
Meri har hasi mein tu hi hai
Tu hi hai bas tu hi hai
Har lamhe mein aur saal mein

Male : Tu hi hai bas tu hi hai
Mere gham khushi mein tu hi hai
Tu hi hai bas tu hi hai
Teri dosti har haal mein

Male : Agar mud ke dekhu jo main zara
To kabhi na raha tujhse juda

Male : Yaara teri yaari umr saari saath hai
Yaara teri yaari umr saari saath hai
Yaara teri yaari umr saari saath hai
Yaara teri yaari umr saari
Saath hai

Male : Bin kahe sab sun leta hai mera yaar
Dard se khushiyan chun leta hai mera yaar
Duniya se woh ladd jata hai mere liye
Lekin mujhse haar jata hai mera yaar

Male : Agar mud ke dekhu jo main zara
To kabhi na raha tujhse juda

Male : Yaara teri yaari umr saari saath hai
Yaara teri yaari umr saari saath hai
Yaara teri yaari umr saari saath hai
Yaara teri yaari umr saari
Saath hai


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT