Tera Yaar Hoon Main Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Tera Yaar Hoon Main Song Lyrics is a track from Sonu Ke Titu Ki Sweety Hindi Film – 2018, Starring Kartik Aaryan, Nushrat Bharucha and Sunny Singh. This song was sung by Arijit Singh. Music was composed by Rochak Kohli and lyrics work penned by Kumaar.

 

 

Male : Tu jo roota to kaun hansega
Tu jo chhoota toh kaun rahega
Tu chup hai toh yeh darr lagta hai
Apna mujhko ko ab kaun kahega

 

Male : Tu hi wajahTera Yaar Hoon Main
Tere bina bewajah
bekar hoon main
Tera yaar hoon main (x2)

 

Male : Aaja ladein phir khilono ke liye
Tu jeete main haar jaaun
Aaja karein phir wohi shararatein
Tu bhaage main maar khaaun

 

Male : Meethi si woh gaali teri
Sun~ne ko taiyaar hoon main

 

Male : Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon..

 

Female : Sajna de rang rangaaiyan ve
Sagna diyan sehnaiyan ve
Dhol wajange yaar nachange
Lakh lakh deo badhaiyan ve

 

Male : Khusiyan nachda main phiraan
Hanjuan ton bachda main phiraan..

 

Male : O jaate nahi kahin rishte puraane
Kisi naye ke aa jaane se
Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de
Kyun pareshan hai mere jaane se..

 

Male : Toota hai toh juda hai kyun
Meri taraf tu muda hai kyun
Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe

 

Male : Ek teri yaari ka hi
Saaton janam haqdaar hoon main

 

Tera yaar hoo main.. (x3)

 

Song Details

Official Video

Share this song: